बारिश आयी है


  1. गरमी दूर हुई,
  2. बच्चे-बड़े सब खुश,
  3. सबका मन करता है, बारिश में भीगें और मस्ती करें।
  4. गरम चाय और गरम पकोड़े खाने का सबको मन करता है।
  5. बच्चे कागज़ की नाव चलाते हैं,
  6. रिमझिम-रिमझिम बारिश आयी है।

-----

Baarish aayii hai

  1. Garmii duur huii,
  2. bachche-bare sab khush,
  3. sabkaa man kartaa hai, baarish mein bhiigein aur mastii karein.
  4. garam chaay aur garam pakore khaane kaa sabko man kartaa hai.
  5. bachche kaagaz kii naav chalaate hain,
  6. rimjhim-rimjhim baarish aayii hai.

-----

Rain has come

  1. The heat has gone away,
  2. The young and the old are happy,
  3. Everyone wish to get wet and have fun.
  4. Everyone wish to have hot tea and hot pakoras.
  5. Children float/sail paper boats,
  6. Rain has come with a drizzle.

Comments are closed.