Podcast : 003
Conjunct verbs-2
This podcast is a continuation of “Conjunct Verbs-1”. In this podcast we will be seeing examples of another 3 conjunct verbs. The meanings of the noun, verbs and conjunct verbs and also its usage in sentences.
1. X का फैसला करना (X kaa faislaa karnaa)
i) फैसला (Faislaa) – decision (masculine noun)
Eg) पिता जी का फैसला सही है। (Pitaa jii kaa faislaa sahii hai)
Father’s decision is right.
ii) फैसला करना (faislaa karnaa) – to decide
मैंने कुछ फैसला नहीं किया है। (Maine kuchh faislaa nahii(n kiyaa hai)
I haven’t decided anything.
iii) X का फैसला करना (X kaa faislaa karnaa) – to decide X
मैंने घर बदलने का फैसला किया है। (Maine ghar badalne kaa faislaa kiyaa hai)
I have decided to change the house.
iv) मनोज ने अपनी पुरानी गाड़ी बेचने का फैसला किया है। (manoj ne apnii puraanii gaarii bechne kaa faislaa kiyaa hai)
Manoj has decided to sell his old car.
2. X की कोशिश करना (X kii koshish karnaa)
i) कोशिश (koshish) – trial (feminine noun)
Eg) राम की कोशिश अच्छी है। (Raam kii koshish achchhii hai)
Raam’s trial is good.
ii) कोशिश करना (koshish karnaa) – to try
मेरी बहन हमेशा कोशिश करती है। (Merii bahan hameshaa koshish kartii hai)
My sister always tries.
iii) X की कोशिश करना (X kii koshish karnaa) – to try X
मेरी बहन फुरसत में लिखने की कोशिश करती है। (Merii bahan fursat mei(n likhne kii koshish kartii hai)
My sister tries to write in free time.
iv) वह कभी-कभी नये पकवान बनाने की कोशिश करती है। (Vah kabhii-kabhii naye pakvaan banaane kii koshish kartii hai
She sometimes tries to make new dishes.
v) सुधा ने उसको मनाने की बहुत कोशिश की। (Sudhaa ne usko manaane kii bahut koshish kii)
Sudha tried a lot to convince her.
3. X का ध्यान रखना (X kaa dhyaan rakhnaa) – to take care of X
i) ध्यान (dhyaan) – attention, care, notice (masculine noun)
सुनीता का ध्यान काम में नहीं है। (Suniitaa kaa dhyaan kaam mei(n nahii(n hai)
Sunita’s attention is not in work.
ii) ध्यान रखना (dhyaan rakhnaa) – to take care, to watch over, to keep an eye on
माँ अपना ध्यान रखो। (Apnaa dhyaan rakho)
Take care of yourself.
iii) X का ध्यान रखना (X kaa dhyaan rakhnaa) – to take care of X
अपनी सेहत का ध्यान रखिए। (Apnii sehat kaa dhyaan rakhiye)
Take care of your health.
iv) मेरा दोस्त मेरी बिल्लियों का ध्यान रखेगा। (Meraa dost merii billiyo(n kaa dhyaan rakhegaa)
My friend will take care of my cats.
Podcast: Play in new window | Download | Embed
Subscribe: Apple Podcasts | Android | RSS