तेय्यम – (Teyyam)- Art form

तेय्यम केरल का एक प्राचीन कला रूप है। इस नृत्य कला में मनुष्य देवता के रुप में भगवान की पूजा का अनुष्ठान करते हैं। लोग तेय्यम को भगवान मानते हैं और उनसे आशीर्वाद लेते हैं।
————
Teyyam Keral kaa ek praachiin kalaa ruup hai. Is nritya kalaa mein manushya devtaa ke ruup mein bhagwaan kii puujaa kaa anushthaan karte hain. Log teyaam ko bhagwaan maante hain aur unse aashiirvaad lete hain.
————
Theyyam is an old art form of Kerala. In this dance art, man comes in the form of a diety and does rituals of worship to God. People believe theyyam to be God and take the theyyam’s blessings.

teyyam

Comments are closed.