रामायण (Raamaayann)
रामायण, हिन्दु धर्म का एक अनुपम महाकाव्य है। यह, भगवान श्री राम की अमर कहानी है जो भगवान विष्णु के अवतार हैं। यह कहानी हमें- भक्ति, रिश्ते, कर्तव्य, धर्म और कर्म के मूल्यों को सिखाता है। कवि मुनि वाल्मीकि से यह महाकाव्य संस्कृत में लिखा गया था।
————
Raamaayann, Hindu dharma kaa ek anupam mahaakaavya hai. Yah, Bhagwaan Shrii Raam kii amar kahaanii hai jo Bhagwaan Vishnu ke avtaar hai(n. Yah kahaanii hamei(n – bhakti, rishte, kartavya, dharma aur karma ke muulyo(n ko sikhaataa hai. Kavi muni Valmiiki se yah mahaakaavya sanskrit mei(n likhaa gayaa thaa.
————
Ramayan, is an unmatched epic of the Hindu religion. This is the immortal story of Lord Shri Ram, who is the incarnation of God Vishnu. This story teaches us about the values of devotion, relationships, duty, virtues and deeds. This epic was written in Sanskrit by the poet and sage – Valmiki.