बचपना (bachpanaa) - Childishness

  1. बचपन में हम बड़े बनने को उतावले होते हैं। और बड़े बनने पर हम बचपन की याद करते हैं।
  2. लेकिन, हर बड़े में एक बच्चा छिपा होता है। जिस दिन हम इस भोलेपन और बच्चों सा व्यवहार
  3. खो देते हैं, उस दिन से हम ज़िन्दगी की खुशी को भी खो देते हैं। इसलिए आइए, खूब खायें, दिल
  4. खोलकर हँसें, गायें और नाचें।

-----

  1. Bachpan mein hum bare banane ko utaavle hote hain. Aur bare banane par hum
  2. bachpan kii yaad karte hain. Lekin, har bare mein ek bachchaa chhipaa hotaa hai. Jis
  3. din hum is bholepan aur bachchon saa vyavahaar kho dete hain, us din se hum zindagii
  4. kii khushii ko bhii kho dete hain. Isliye aaiye, khuub khaayein, dil kholkar hansein,
  5. gaayein aur naachein.

-----

  1. In childhood we are impatient to become an adult. And on becoming an adult, we
  2. recollect our childhood. But, in every adult there is a child hidden. The day we lose our
  3. innocence and childishness, from that day we also lose the happiness of life. Therefore,
  4. let us eat heartily, sing, dance and laugh freely.

Comments are closed.