1. पूछना (puuchhnaa) – to ask about something
नये शहर में मैं अक्सर लोगों से रास्ता पूछती हूँ।
(Naye shahar mei(n mai(n aksar logo(n se raastaa puuchhtii huu(n)
In a new city i often ask people the way.
उसने आपसे क्या पूछा?
(usne aapse kyaa puuchhaa?)
What did he ask you?
2. माँगना (maa(ngnaa) – to demand
राम से हिन्दी किताब माँगो।
(Raam se Hindi kitaab maa(ngo)
Ask for the Hindi book from Ram.
मुझसे मदद माँगिये।
(Mujhse madad maa(ngiye)
Please ask me for help.