बारिश आयी है
- गरमी दूर हुई,
- बच्चे-बड़े सब खुश,
- सबका मन करता है, बारिश में भीगें और मस्ती करें।
- गरम चाय और गरम पकोड़े खाने का सबको मन करता है।
- बच्चे कागज़ की नाव चलाते हैं,
- रिमझिम-रिमझिम बारिश आयी है।
-----
Baarish aayii hai
- Garmii duur huii,
- bachche-bare sab khush,
- sabkaa man kartaa hai, baarish mein bhiigein aur mastii karein.
- garam chaay aur garam pakore khaane kaa sabko man kartaa hai.
- bachche kaagaz kii naav chalaate hain,
- rimjhim-rimjhim baarish aayii hai.
-----
Rain has come
- The heat has gone away,
- The young and the old are happy,
- Everyone wish to get wet and have fun.
- Everyone wish to have hot tea and hot pakoras.
- Children float/sail paper boats,
- Rain has come with a drizzle.